Ameer se hoti haii..gareeb sei hoti haii
Door se hoti haii..kareeb seiei hoti hai
Magar jahan bhi hoti hai aye mere dost
Shaadiyan to naseeb seiei hoti hain
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Yaar ki shaadi hai
Mere dildaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Lagta hai jaise saare
sansar ki shaadi haii
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Waqt hai khoobsoorat
Bada shubh lagan mahoorat
Dekho kya khub jachi haii
Doolhe ki bholi soorat
Doolhe ki bholi soorat
Khushi se jhoome hai mann
aaha
Mila sajni ko saajan
aaha
Kaise sanjog mile hain
oho
Choli se bandh gaya daaman
Choli se bandh gaya daaman
Hooooo. o o o o
ik masoom kali se mere
gulzar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
O sun mere diljaani
Teri thi yehh jawaani
Shuru ab hone lagi haiai
Nayi teri zindgani
Nayi teri zindgani
Khushi se kyon itraaye
aaha
Aaj tu hamein nachaaye
aaha
Waqt woh aane wala
oho
Dulhaniya tujhe nachaaye
Dulhaniya tujhe nachaaye
Hooooo. o o o o
Kisi ke sapnon ke solah
singar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Taare tod tod laaun
tere sehre ko sajaun
Phool raahon mein
bichhaunga main pyaar ke
unhu ahun ahun.unhu ahun ahun
unhu ahun ahun.unhu ahun ahun
Taare tod tod laaun
tere sehre ko sajaun
Phool raahon mein
bichhaunga main pyaar ke
Phool raahon mein
bichhaunga main pyaar ke
Aaj loonga main balaayen
doonga dil se duaayen
Daal gale mein yeh baahein ab yaar ke
Daal gale mein yeh baahein ab yaar ke
Hooooo. .o o o o
ek chaman se dekho aaj
bahaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Yaar ki shaadi hai
Mere dildaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Lagta hai jaise saare
sansar ki shaadi haii
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai
Aaj mere yaar ki shaadi hai