Phir se ud chala
Ud ke chhoda hai jahaan neeche
main tumhare ab hoon hawaale
Door door log baag
meelo’n door ye waadiyaan
Phir dhuaan dhuaan tan har
badli chali aati hai chhoone
Par koi badli kabhi kahin kar
de tan geela ye bhi na ho…
Kisi manzar par main ruka nahi
Kabhi khud se bhi mein mila nahi
Ye gila tto hai main khafa nahi
Shehar ek se gaa’nv ek se
Log ek se naam ek ooo
ooo o…
Phir se udd chala
Mitti jaise sapne ye
kitta bhi palko se jhaado
Phir aa jaate hain
Kitte saare sapne kya
kahoon kis tarah se maine
Tode hain chhode… hain kyun
Phir sath chalein mujhe leke ude ye kyun
O o..
Kabhi daal daal kabhi paat paat
Mere saath saath phire dar dar ye
Kabhi sehra kabhi saawan
Banu raawan jeeyun mar mar ke
Kabhi daal daal kabhi paat paat
Kabhi din hai raat kabhi din din hai
Kya sacch hai, kya maaya
hai daata, hai daata
Idhar udhar titar bitar
Kya hai pata hawa le hi jaaye teri ore
Kheenche teri yaadein
Teri yaadein teri ore
Rang birange vehamon mein
Main udta phiru
Rang birange vehamon mein
Main udta phiru