aaj kuch kehana hai
mujhko jo ijajat hogi
baat chhoti si hai
sun lo toh inaayat hogi
aa aa aa aa.....
aa aa aa aa......
aa aa aaaaa....
aa aa aaaaaa......
mera paigaam
mera paigaam
paigaam......
paigaam......
mera paigaam
mohabbat ke siva kuch bhi nahi
mera paigaam
mohabbat ke siva kuch bhi nahi
zindagi pyar ki
raahat ke siva
kuch bhi nahi
mera paigaam
mohabbat ke siva kuch bhi nahi
ek bimaar-e-mohabbat se yeh
puchha maine
ek bimaar-e-mohabbat se yeh
puchha maine
ishq mein tune yeh
kya haal bana rakha hai
woh tare yaar ki
chilman ko dikhakar bola
mere mehbub ko.....
mere mehbub ko
parado mein chhupa rakha hai
kya zamane mein kya zama
ne mein adaavat ke siva
kuch bhi nahi
mera paigaam
mohabbat ke siva kuch bhi nahi
mera paigaam
mohabbat ke siva kuch bhi nahi
bewajah duniya ne
nindon mein khalal daal diye
bewajah duniya ne
nindon mein khalal daal diye
chahne walo ne jab
khwab sunhere dekhe
dekhne walo ne
in pyar ki raaho mein sada
ya toh deewarein ......
ya toh deewarein hi
dekhi hai ya pehare dekhe
yeh mohabbat aji aji haa...yeh mohabbat toh
ibaadat ke siva
kuch bhi nahi
mera paigaam
mohabbat ke siva kuch bhi nahi
mera paigaam
mohabbat ke siva kuch bhi nahi
yeh bhi dastur mohabbat ka
nirala dekha
yeh bhi dastur mohabbat ka
nirala dekha
ek pardo mein
jale dusra baazaro mein
iss tarah tanaha
tadapne se toh acha hoga
jinda chunva de koi......
jinda chunva de koi
dono ko deewaron mein
ishq mein maut bhi
aji haa......
ishq mein
maut bhi
raahat ke siva
kuch bhi nahi
mera paigaam
mohabbat ke siva kuch bhi nahi
zindagi pyar ki
raahat ke siva
kuch bhi nahi haye
mera paigaam
mohabbat ke siva kuch bhi nahi