jise zindagi dhoondh rahi hai
Kya ye woh makaam mera hai
Yahaan chain se bas ruk jaaun
Kyun dil ye mujhe kehta hai
Jazbaat naye se mile hain
Jaane kya asar ye huaa hai
Ik aasun mili phir mujhko
Jo qubool kisi ne kiya hai
Haan kisi shayar ki ghazal
Jo de rooh ko sukoon ke pal
Koi mujhko
Yun mila hai
Jaise banjaare ko ghar
Naye mausam ki sehar
Ya sard mein dopahar
Koi mujhko
Yun mila hai
Jaise banjaare ko ghar
Muskaata yeh chehra
Deta hai jo pehraa
Jaane chhupata kya dil ka samandar
Auron ko toh hardam
Saaya deta hai
Woh dhoop mein hai khada
Khud magar
Chot lagi hai usey phir kyun
Mehsoos mujhe ho rahaa..
Dil tu bata de kya hai iraada tera
Hm.. main parinda besabar
Tha uda jo darbadar
Koi mujhko
Yun mila hai
Jaise banjaare ko ghar
Naye mausam ki sehar
Yaa sard mein dopahar
Koi mujhko yun mila hai
Jaise banjaare ko ghar
Jaise banjaare ko ghar
Jaise banjaare ko ghar
Jaise banjaare ko ghar