menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Jaane Jaan dhoondhta fir raha with Sandhya

musicloverhuatong
musiclover9899🇮🇳huatong
Lirik
Rakaman
Jan-e-jaan dhundhta phir raha

Hu tumhe raat din main yaha se waha

Jan-e-jaan dhundhta phir raha

Hu tumhe raat din main yaha se waha

Mujhko awaaz do chhup gae ho sanam

Tum kaha...

Main yaha...

Tum kaha...

Main yaha...

Jan-e-jaan dhundhta phir raha

Hu tumhe raat din main yaha se waha

Oo mere hamsafar...

Pyaar ki raah par...

Sath chalein hum magar kya khabar...

Oo mere hamsafar...

Pyaar ki raah par...

Sath chalein hum magar kya khabar...

Raaste mein kahi reh gae humnasheen

Tum kaha...

Main yaha...

Tum kaha...

Main yaha...

Jan-e-jaan dhundhti phir raha

Hu tumhe raat din main yaha se waha

Mujhko awaaz do chhup gae ho sanam

Tum kaha...

Main yaha...

Tum kaha...

Main yaha...

Dil machalne laga.

Yuhi dhalne laga.

Rang bhara pyaar ka ye shama.

Dil machalne laga.

Yuhi dhalne laga.

Rang bhara pyaar ka ye shama.

Hath aise me bus chhod kar chal diye.

Tum kaha...

Main yaha...

Tum kaha...

Main yaha...

Jan-e-jaan dhundhta phir raha

Hu tumhe raat din main yaha se waha...

Pass ho tum khade.

Mere dil me chupe...

Aur mujhe kuch pata na chala...

Pass ho tum khade.

Mere dil me chupe...

Aur mujhe kuch pata na chala...

Dil me dekha nahi...

Dekha saara jahaan.

Tum kaha...

Main yaha...

Tum kaha...

Main yaha...

Jan-e-jaan dhundhta phir raha

Hu tumhe raat din main yaha se waha

Mujhko awaaz do chhup gae ho sanam

Tum kaha...

Main yaha...

Tum kaha...

Main yaha...

Lebih Daripada musiclover

Lihat semualogo

Anda Mungkin Suka