Gum ne tere jo mujko sataya shabab me
Gum ne tere jo mujko sataya shabab me
Maine dubodi apni jawani sharab mee
Teri gam se mohabatt hogayi hai
Teri gam se mohabatt hogayi hai
Muje pine ki adat hogayi hai
Tera gam agar na hota
Tera gam agar na hota
Toh sharab mein na pita
Tera gam agar na hota
Toh sharab mein na pita
Ye sitam agar na hota
Ye sitam agar na hota
Toh sharab mein na pita
Tera gam agar na hota
Toh sharab mein na pita
Haarjayi mein nahi hoon
Na vo hai befawa
Haarjayi mein nahi hoon
Na vo hai befawa
Bas waqt ne kiya hai
Mujse zara daga
Chaha tha maine usko
Ye meri khata
Ye karam agar na hota
Ye karam agar na hota
Toh sharab mein na pita
Tera gam agar na hota
Toh sharab mein na pita
Saare jahanse mera
Kitna sawal hai
Saare jahanse mera
Kitna sawal hai
Chahat ka kyon hamesha
Aisa he haal hai
Kabhi yaad woh karegi
Mera khayal hai
Ye bharam agar na hota
Ye bharam agar na hota
Toh sharab mein na pita
Tera gam agar na hota
Toh sharab mein na pita
Ye sitam agar na hota
Toh sharab mein na pita
Tera gam agar na hota
Toh sharab mein na pita
Toh sharab mein na pita
Toh sharab mein na pita