Dil ye mera bas mein nahi
Pehla kabhi aisa hota tha nahi
hmm..
Dil ye mera bas mein nahi
Pehla kabhi aisa hota tha nahi
Tu hi bata.. iss dil ka main..
Ab kya karoon
hmm.. Kehne pe chalta nahi
Kuch dinon se meri bhi sunta nahi
Tu hi bata iss dil ka main
ooh uff main kya karoon
Main kya karoon.. 6
Uff dil ka kya karoon
Main kya karoon… 6
Karta.. aawaargi
Iss pe toh dhun chadhi, hai pyar ki
jaane, gum hai kahaan?
Baaton mein hai pada, bekaar ki
Karta hai awaargi
Iss pe toh dhun chadhi, hai pyar ki
Naa jaane gum hai kahaan?
Baaton mein hai pada, bekaar ki
Ulti ye baat hai
Aise haalaat hai
Ghalati kare ye, main bharu!
Uff dil ka kya karoon
Main kya karoon… 6
Uff dil ka kya karoon
Main kya karoon… 6
Dil pe mera, kaabu nahi
Fitrat kabhi iss ki aisi thi nahi
Tu hi bata.. iss dil
ka main ab kya karoon
hmm.. Kehne pe, chalta nahi
Kuch dinon se, meri bhi sunta nahi
Tu hi bata iss dil ka main
Uff dil kya karoon 6
Uff ab main kya karoon
main kya karoon 6