Jo dusron ke gham ko baatna hi
Bane tera junoon
Ragho me dhodte zhakam ko mil raha
Ho koi sukoon
Banaye jo khushi ka rasta
Ho kaanto se phoolon ka vaasta
Aabaad ho hasin udasi lapata
Zindagi isi ka naam hai
Zindagi isi ka naam hai
Zindagi isi ka naam hai
Zindagi isi ka naam hai
Ha kabhi fizaaon ke bhi mausam badal jate hai
Ha kabhi hum fisalte hai
Aur khud hi sambhal jate hai
Kabhi ho din lambi raate
Sukoon ki baate
Suhana safar ho naya
Khushi ki dhoop hata ke
Jo parde vo jhanke
Zindagi ko basar mil gaya
Banaye jo khushi ka rasta
Ho kaanto se phoolon ka vaasta
Aabaad ho hasin udasi lapata
Zindagi isi ka naam hai
Zindagi isi ka naam hai
Zindagi isi ka naam hai
Zindagi isi ka naam hai
Zindagi isi ka naam hai
Zindagi isi ka naam hai
Zindagi isi ka naam hai
Zindagi isi ka naam hai