mere bachpan ke saathi
mujhe bhool naa jaana
dekho dekho hanse naa zamaana
hanse naa zamaana
mere bachpan ke saathi
mujhe bhool naa jaana
dekho dekho hanse naa zamaana
hanse naa zamaana
ghum furqat ke seh naa sakungi
seh naa sakungi
roungi kuchh keh naa sakungi
dushman hai saara jahaan
dushman hai saara jahaan
jaaun kahaan
haaan teri ulfat hai jeene ka
bas ik bahaana
dekho dekho hanse naa zamaana
hanse naa zamaana
raat guzaarun gin gin taare
gin gin taare
kaise aaun paas tumhaare
tum ho kahin main kahin
tum ho kahin main kahin
chain nahin
haaan haaye duniyaa ne dil ka mere
ghum naa jaana
dekho dekho hanse naa zamaana
hanse naa zamaana
koi dil ka dard naa jaane
dard naa jaane
apne bhi ab hai begaane
ro ro ke kehta hai dil
ro ro ke kehta hai dil
aa saajan mil
haan bas itna hi sun le
mera hai fasaana
dekho dekho hanse naa zamaana
hanse naa zamaana
mere bachpan ke saathi
mujhe bhool naa jaana
dekho dekho hanse naa zamaana
hanse naa zamaana