Haule haule se aankhein
Roney lagi
Neend na aayi par aankhein
Sone lagi
Saath nibhaye jo tu
Janmo hi janmo ka
Toh yeh
Yaari reh jaayegi
Takta rahun teri
Nigahon ko darbadar ke
Kuch toh keh jaayegi
Dur tu hai ya
Hum ho gaye
Faasle the ya
Ab ho gaye
Jaane kyun yeh
Rishtey jo the
Khatam ho gaye
Kya teri meri baatein
Ab main karun
Kyun aankhein bewajah
Hi bharun
Jaane kyun yeh rishtey
Jo the
Khatam ho gaye
Toh kya hua tu
Mera nahi
Kahun na koi
Baat main
Firta rahun awaara
Saari ki saari
Raat main
Saath nibhaye jo tu
Janmo hi janmo ka
Toh yeh
Yaari reh jaayegi
Takta rahun teri
Nigahon ko darbadar ke
Kuch toh keh jaayegi
Dur tu hai ya
Hum ho gaye
Faasle the ya
Ab ho gaye
Jaane kyun yeh
Rishtey jo the
Khatam ho gaye
Kya teri meri baatein
Ab main karun
Kyun aankhein bewajah
Hi bharun
Jaane kyun yeh rishtey
Jo the
Khatam ho gaye