Yeh pal ghuzar gaya tere bina
Ik aur din dhala tere bina
Aage nikal gaya rasta mera
Jab dil thehar gaya tere bina
Ab hota hai savera
Shaam se bhi saawla
Tujhse yaadon ke alawa
Kuchh bhi to na mila
Teri sath hi neend bhi chali gayi
Mujhse milne phir kabhi kyun na aaya
Khaali hath hi barsaatein chali gayi
Kitni baatein ho gayi tu na aaya
Tu na aaya
Tu na aaya
Main baygon peeti rahi
Par teri khabar na aayi
Shaam ke parinde laut aaye
Magar meri aangan mein aayi tanhai
Sath chalna tha jee bhar
Tu chhod aaya udhar
Ab to kissa hoa gaya hai
Milna tera mera
Kya jeene ka matlab hi
Saans lena reh gaya
Teri sath hi neend bhi chali gayi
Mujhse milne phir kabhi kyun na aaya
Khaali hath hi barsaatein chali gayi
Kitni baatein ho gayi tu na aaya
Tu na aaya tu na aaya
Tu na aaya tu na aaya
Jab tu paas tha mere
Paas tha yeh jahaan
Tere bin jo hai mera
Mere kis kaam ka
Kaise bhool main gayi
Sath tu bhi tha mere
Kyun main akele liya
Do dilon ka faisla
Tu na aaya