menu-iconlogo
logo

Tere Saath

logo
Lirik
Yeh tune kyun kiya yeh kyun kiya kuchh to kho diya hai kho

Diya tere ha zulm

Ko bhula diya hai phir bhi kyun

Mujhe rula diya yeh pareshaaniyon mein

Hum hain saare baantne ko

Bas the tum sahaare

Agar mile ho toh hum khade hai yaha hum tere

Saath hai hum tere saath hai tere aas paas hai

Tujhe na pata jeene ki

Aas hai bas tere saath hai kyun hai yeh dooriyan

Mujhko bata kyu hai ye duriya mujhko bata tere

Jane ka karna mujhe pata

Mujhe laga ki khata me zindagi meri jo nahi

Hai tu to aisa laga rehne do akele meri yaado ko tum jaladho

Phir bhi yahi chahunga ki yaara tera

Bhala hona ab na pehle jaisa main hu na koi mausam hai

Suhana pehle kehdo ki ye raaz hai fir sabko hai batana

Humne pal bitaye sath jo tu

Chahti hai bhulana par

Main fir bhi hu yaha tu bas ek baar to

Bulana pyaar ke aage hai jhukta zamana main dekha

Jab se dekha thuje tab se deewana ki mujhe

Nahi aata hai rishta nibhana mujhe tere dil se hai kisi

Ne nikaala tere naam aaye mujhe yaad aaye mujhe aaj

Kal teri yaad khayi wo sach meri

Mujhe bhul gayi jo mujhe yaad hai use yaad kaha hai

Saari baaton ka hi mujhpe hua hai asar

Kya tootne ke liye bana tera mera saath

Akele baitha hoon main lekin aati tu

Nazar andhere mein bhi mujhe

Dikhe chehra tera saaf mera tere se na kaabu mere raat

Ka nasha ek shaam mere naam

Ek subah tere naam tujhe dil tha

Lagaya tujhe dil se salaam tune kiya tha

Shuruaat maine dekha

Hai anjaam jo tu mili aur main mila to jali har beat meri bohot fast

Saare log homie huye charche abhi das log bole das paar

Yaara samjhi na mera pyaar

Tu na samjhegi mera jazbaat mere khud ke liye

Baant race lekin tere liye yaara hath

Paat in saanson ka toh kya hai yeh to

Tham jaayenge seene mein leke pyaar

Apna tab jaayenge tere dar pe hoon khada

Main leke thodi si umeed main tujhse ye

Poochta hoon ye tune kya kiya hai kyun kiya hai

Kyun maine tujhko hi

Ye dil diya hai jo tu na chaahti hai mera

Saath par main rahunga tere saath ha wo tere saath hai

Hum tere saath hai tere aas paas hai tujhe na pata

Jeene ki aas hai bas tere saath hai kyun hai yeh dooriyan

Mujhko bhala yeh tune kyun

Kiya kyun kiya kyun kiya jo tu na

Chaahti hai mera saath par main rahunga tere saath

Tere Saath oleh rishi roy/Mc Insane - Lirik dan Liputan