Paas hai WO dil ke
Nazar se hai utni hi durr
O..o
Kia karain ji kia karain
K milna hai un se zaroor
Bekhabar mai bewaja
Hua hun dunya se lapata
Maan ya na maan hai
Nazar ka tere Sara ye qusoor
Yehi dunya mai hai jeeny ka tareeqa
Piyar karny ka
Anna chahye Saleeqa
Baatain choti choti aik du hain
Dil mai dabbi kahin
Paas there aa ke
Dheere dheere sargoshiyan bhi ki
Jany un jany ju mili
Nazar kabhi kahin Teri
Kehte bhi tu kesy
ye btana hum Ku aya hi nahi
Yehi dunya mai hai jeeny ka tareeqa
Piyar karny ka
Anna chahye Saleeqa
Khaamoshi rungg kuch tu
Bhakairy gi kabhi na kabhi
Paas tuu aye gi
Mere bhi
Kabhi na kabhi
K Yehi dunya mai hai jeeny ka tareeqa
Piyar karny ka
Anna chahye Saleeqa
Yehi dunya mai hai jeeny ka tareeqa
Piyar karny ka
Anna chahye Saleeqa