1st Song
Kitna Haseen Chehra Dilwale 1994
Ho ho... oo..
He he.. haa..
Ho ho.. oo..
He he.. haha..
Kitna haseen chehra
Kitni pyaari aankhen
Kitna haseen chehra
Kitni pyaari aankhen
Kitni pyaari aankhen hain
Aankhon se chhalkta pyaar
Kudrat ne banaya hoga
Phursat se tujhe mere yaar
Kudrat ne banaya hoga
Phursat se tujhe mere yaar
Kitna hasin chehra
Kitni pyari aankhen
Kitna haseen chehra
Kitni pyaari aankhen
Kitni pyari aankhen hain
Aankhon se chhalkta pyaar
Kudrat ne banaya hoga
Phursat se tujhe mere yaar
Kudrat ne banaya hoga
Phursat se tujhe mere yaar
Interlude
Teri nazar jhuke to.. shaam dhale
Jo uthe nazar to.. subah tale
Teri nazar jhuke to.. shaam dhale
Jo uthe nazar to.. subah tale
Tu hasse to kaliyan kheel jaayein
Tujhe dekh hoor bhi sharmayein
Teri bikhri bikhri julfein
Teri mehki mehki saanse
Teri koyal jaisi boli
Teri meethi meethi baatein
Jee chaahe mera main yuhin
tera karta rahu deedar
Kudrat ne banaaya hoga
Fursat se tujhe mere yaar
Kudrat ne banaaya hoga
Fursat se tujhe mere yaar
Kitna hasin chehra
Kitni pyari aankhien
' 2nd Song
Is tarah aashiqi ka Imtihaan 1995
Is tarah aashiqii kaa
asar chhod jaauunga
Is tarah aashiqii kaa
asar chhod jaauunga
Is tarah aashiqii kaa
asar chhod jaauunga
Is tarah aashiqii kaa
asar chhod jaauunga
Tere chehare pe apanii
nazar chhod jaauunga
Tere chehare pe apanii
nazar chhod jaauunga
Is tarah aashiqii kaa
asar chhod jaauunga
Is tarah aashiqii kaa
asar chhod jaauunga
Tere chehare pe apanii
nazar chhod jaauunga
Tere chehare pe apanii
nazar chhod jaauunga
Interlude
Main deewana ban gaya hoon
kaisi ye moohabbat hai
Zindagi se badhke Mujhko
ab teri zaruurat hai
Mujhako tuu chaahiye
Tera pyaar chaahiye
Ek baar nahin sau baar chaahiye
Har saans main apani tujhpe lutaunga
Dil ke lahu se teri maang sajaunga
Tere chehare pe apanii
nazar chhod jaauunga
' 3rd Song
Ae Kash Ke Hum
Kabhi Haan Kabhi Naa 1994
Ae kaash ke hum hosh mein ab
Aane na paaye
Ae kaash ke hum hosh mein ab
Aane na paaye
Bas nagmein tere pyaar ke
Gaate hi jaaye
Ae kaash ke hum hosh mein ab
Aane na paaye
Ae kaash ke hum hosh mein ab
Aane na paaye
Interlude
Khilati, mahakati
Yeh julfon kee shaam
Hasate, khanakate
Yeh hothhon ke jaam
Khilati, mahakati
Yeh julfon kee shaam
Hasate, khanakate
Yeh hothon ke jaam
Aa zoom ke saath uthhaye
Bas nagmein tere pyaar ke
Gaate hi jaaye
Ae kaash ke hum hosh mein ab
Aane na paaye
Bas nagmein tere pyaar ke
Gaate hee jaaye
Ae kaash ke hum hosh mein ab
Aane na paaye
Thanks