menu-iconlogo
huatong
huatong
Lirik
Rakaman
Meri khaak se hi likhi hai ab yeh meri daastaan

Nazar-e-karam bhar de, maula, bikhra hai mera makaan

Saansein bhi hain kaagazi si, silwaton si angdaaiyaan

Jo tu nahin hoga mera, jaaunga main phir kahan?

Dikha mujhe hayat ki subah

Kyun dopaher mein main jal raha?

Jahan-jahan wafa dhoop ho

Makaan jahan hansi bhi khoob ho

Kahin agar ho jaayen laapata

Toh bhi kya dar ho (mere maula)

(Maula, maula)

(Mere maula, main haara)

(Maula, maula)

(Maula, main haara)

Lebih Daripada Saurabh Trivedi/Ratee Bahree

Lihat semualogo

Anda Mungkin Suka