menu-iconlogo
huatong
huatong
sbk-ek-radha-ek-meerahd-cover-image

Ek Radha Ek Meera{Hd}

SBKhuatong
✨S.Superstar✨♥️HUM♥️huatong
Lirik
Rakaman
Ek Radha.. Ek Meera..

Dono Ne Shyam Ko Chaaha..

Antar Kya.. Dono Ki Chaah Mein Bolo

Antar Kya Dono Ki Chaah Mein Bolo

Ek Prem Deewaani, Ek Daras Deewaani

Ek Prem Deewaani, Ek Daras Deewaani

Ek Radha... Ek Meera...

Dono Ne Shyam Ko Chaaha

Antar Kya Dono Ki Chaah Mein Bolo

Antar Kya Dono Ki Chaah Mein Bolo

Ek Prem Deewaani, Ek Daras Deewaani

...

...

Radha Ne Madhuban Mein Dhoondha

Meera Ne Mann Mein Paaya

Radha Jise Kho Baithi Vo Govind

Meera Haath Dikhaya

Ek Murali Ek Paayal

Ek Pagali, Ek Ghaayal

Antar Kya Dono Ki Preet Mein Bolo

Antar Kya Dono Ki Preet Mein Bolo

Ek Surat Lubhaani, Ek Murat Lubhaani

Ek Surat Lubhaani, Ek Murat Lubhaani

Ek Prem Deewaani, Ek Daras Deewaani

...

...

Meera Ke Prabhu Giridhar Naagar

Radha Ke Manmohan

Sa Ga Ma Pa Dha

Pa Dha Ma Pa Re Ma Ga

Dha Re Sa Ni Sa Re..

Re Ga Ma, Ga Ma Pa,

Ma Pa Dha, Pa Dha Sa, Ni Sa Re..

Aa....aaaaaa....

Aa...aaaa....

Meera Ke Prabhu Giridhar Naagar

Radha Ke Manmohan

Radha Din Shringaar Kare

Aur Meera Ban Gayi Jogan

Ek Rani Ek Dasi,

Donon Hari Prem Ki Pyaasi

Antar Kya Donon Ki Tripti Mein Bolo

Antar Kya Donon Ki Tripti Mein Bolo

Ek Jeet Na Maane, Ek Haar Na Maani

Ek Jeet Na Maane, Ek Haar Na Maani

Ek Radha, Ek Meera

Donon Ne Shyam Ko Chaaha

Antar Kya Donon Ki Chaah Mein Bolo

Antar Kya Donon Ki Chaah Mein Bolo

Ek Prem Deewaani, Ek Daras Deewaani

Ek Prem Deewaani, Ek Daras Deewaani

Ek Prem Deewaani, Ek Daras Deewaani

Lebih Daripada SBK

Lihat semualogo

Anda Mungkin Suka