Main tujhko dil kahoon?
Ya fir du koi naam jo tu samajh sake
Tujhse mil saku?
Ya fir hojaau door jo bhi mujhe kahe
Jo bhi tu kahe
Sar aankho par
In baaton par
Hai hazaaro dard
Hai hazaaro dard
Main bhi chahta ke
Hum bhi saath ho par
Tu na chaahe ye
Tu na chaahe ye
Tumhe na paaya khudko khote hi gaye
Khudko paane ke bas ab mauke dhoondte
Aakhir tum bhi kabtak sahoge ye jhooth haan
Mere bin toh tum bhi rote hi rahe
Tum na ho tumhari photo dekhte
Lab bhi aake na ye hothon se pare
Dil ye maangta hai tumhaara saboot haan
Dil ye maanta hai sach hi fareb
Aanchal ye dhoondhe
Teri aankhon mein dooba
Dil na maane ab
Dil na maane
Teri saanson mein
Khudko zinda karne
Ki koshish
Dil ye haare bas
Bhai aise kaam nahi karti cheezein
Abhi Tu atka hua hai
Aur wahin atka rahega jabtak nikalne ki koshish nahi karega
You have to accept the fact ki
Things are not the same anymore
Cheezein badalti hai
Log aage nikalte hai
You also have to move with them
Or without them
Main tujhko dil kahoon?
Ya fir du koi naam jo tu samajh sake
Tujhse mil saku
Ya fir hojaau door jo bhi mujhe kahe
Jo bhi tu kahe
Sar aankho par
In baaton par
Hai hazaaro dard
Hai hazaaro dard
Main bhi chahta ke
Hum bhi saath ho par
Tu na chaahe ye
Tu na chaahe ye