Aisa kabhi hua hai kya taron ke bin raat bani
Chanda ke aane se to raat mein wo baat bani
Mana ki ishq mera jaise koi hai sitara
Tere hi aasmaan mein dhoondi koi jo basera
Bhae na re usne diya
Jagi sari, sari ratiyan
Taron bhari kali akhiyan
Jagi sari, sari ratiyan
Taron bhari kali akhiyan
Mausamiy preet nahi wo jo beet jaaye
Door hi sahi hum dono par hai nahi paraye
Aaaaaaa
Mausamiy preet nahi wo jo beet jaaye
Door hi sahi hum dono par hai nahi paraye
Jaise sadiyon se hi milte nahi chaand tare
Phir bhi aasmaan mein lagte dono kitne pyaare, yeh to jaane sari duniya
Jagi sari, sari ratiyan
Taron bhari kali akhiyan
Jagi sari, sari ratiyan
Taron bhari kali akhiyan
Tara na na na na na na na na na na na