Kuch tum socho, kuch hum sochein
Phir, khushi ka mausam aaye
Hmm kuch tum socho, kuch hum sochein
Phir, khushi kaa' mausam aaye
Tanhaa tanhaa, kaun jiya hai
Reh ke tanha, dil ghabraye
Aa jao milke, rishtaa yeh jodein
Shartein badal de rasmo ko tode
Iss se pehle ke, yeh duniyaa
humein aazmaye..
Ho kuch tum socho, kuch hum sochein
Phir, khushi kaa mausam aaye..
Aai hain,.. khushiyon kaa,..
pegham leke baharein
Yeh pall hai apna, iss pall mein aao
Taqdeer apni sanware..
Aai hain,.. khushiyon kaa,..
pegham leke baharein
Yeh pall hai apna, iss pall mein aao
Taqdeer apni sanware..
Khali khali, is jiivan mein
Pyaar bhar le, hum tum dono
Deewane jo, karte aksar
Wohi karle, hum tum dono
In faaslon ko aao mita de
Ik dusre mein, khud ko chupa de
Iss se pehle ke, yeh duniyaa
Humein aazmaye..
Ho kuch tum socho, kuch hum soche
Phir, khushi kaa mausam aaye
Duniya ki .. rasmo ko ..
Chaahat mein shamil na karna
Manzil hum apni, paake rahenge
Haa tum, kisii se na darna
Duniya ki .. rasmo ko ..
Chaahat mein shamil na karna
Manzil hum apni, paake rahenge
Haa tumm kisi se na darna
Pagal rasme, pagal duniya
Aur thode, hum tum pagal
Kismat mein ho, na jaane kya
Sochte hain bas yeh har pal
Armaan hain jiska, sapna wo bunle
Tum humko chun lo, hum tumko chun li
Iss se pehle ke yeh
duniya humein' aazmaaye..
Ho kuch tum socho, kuch hum soche
Phir, khushii kaa mausam aaye
Tanhaa tanhaa, kaun jiya hain
Rehke tanha, dil ghabraye
Aa jao milke, rishta yeh jode
Shartein badal de rasmo ko tode
Iss se pehle ke, yeh duniya
Humein aazmaye..
Hm hm hm..