too jo nahin tha, kuch bhee nahin tha
har rishta tha sard badaa
bin tere dil mein ek suunaapan tha
seene mein tha ek dard bharaa
too jo milaa hai, dil ne kahaa hai
"mil hee gaya hamdard mera"
aankhen nam huin, lamhaa tham gaya
mera ishq hua khushnuma, khushnuma
khushnuma, khushnuma
main tujhse kuch yoon judaa
jaise main sufi, too khuda
main tujhse kuch yoon judaa
jaise main sufi, too khuda
dua mein maanga tha tuje
sajde mein paayaa hai tuje
rab ne suni arziyaan
aankhen nam huin, lamhaa tham gaya
mera ishq hua khushnuma, khushnuma
khushnuma, khushnuma
khushnuma, haan , khushnuma
yaad hain vo yaaden teri
vo qasmein, vo baathen teri
yaad hain vo yaaden teri
vo qasmein, vo baathen teri
mil ke naa hona too phir juda
tujhse hai meri ye iltija
doori naa ho darmiyaan
aankhen nam huin, lamhaa tham gaya
mera ishq hua
khushnuma, khushnuma (khushnuma)
khushnuma, ho, khushnuma