Jo prem gali me aaye nahi priyatam ka thikana kya jaane jo
Prem gali mein aayi nahi priyatam ka thikana kya jaane
Jisne kabhi preet kiya hi nahi woh
Prem nibhana kya jane jo prem gali mein
Jo ved padhe aur bhed karein jo ved
Padhe aur bhed karein
Man me nahi nirbalta ye man me nahi nirbalta ye
Koi kitna bhi chahe
Gyaan kahe bhagwan ko paana kya jaane jo
Prem gali mein aaye nahi preetam
Ka thikana kya jaane jo prem gali mein
Ye duniya gorakh dhandha hai ye
Duniya gorakh dhandha hai sab jag
Maya mein andha hai sab jag maya mein andha hai
Jis nandini prabhu ko
Dekha nahi woh roop batana kya jaane jo
Prem gali mein aaye nahin
Pritam ka thikana kya jaane
Jis dil mein na paidha dard hua jis dil mein na paida
Dard huaa wo jane peer parayi kya wo jane
Peer parayi kya mera hai deewani
Mohan ki sansaar deewana kya jaane jo prem gali mein
Aaye nahin pritham ka thikana kya jaane
Jisne kabhi kiya hi nahi woh
Prem nibhana kya jaane jo prem gali mein