main dil hoon ek armaan bharaaaa
tu aa ke mujhe pehchaan zara
main dil hoon ek armaan bharaaaa
ik saagar hoon thehra thehraaaa
ik saagar hoon thehra thehra
tu aa ke mujhe pehchaan zara
main dil hoon ek armaan bharaaaa
khud maine husn ke haathon meinnnnn
shokhi ka chhalaktaa jaam diyaaaa
gaalon ko gulaabon ka rutbaa
kaliyon ko labon ka naam diyaa
naam diyaaa
aankhon ko diya saagar gehraaaaa
aankhon ko diya saagar gehra
tu aa ke mujhe pehchaan zara
main dil hoon ek armaan bharaaaa
ye sach hai teri mehfil mein
ye sach hai teri mehfil mein
mere afsaane kuchh bhi nahin
par dil ki daulat ke aage
duniyaa ke khajaane kuchh bhi nahin
yun mujh se nighaaon ko naa churaaaa
yun mujh se nighaaon ko naa churaaaa
tu aa ke mujhe pehchaan zara
main dil hoon ek armaan bharaaaa