Aawargi mein bann gaya deewana
Maine kyun saadgi ko nahi jaana
Rukh zindagi ne mod liya kaisa....
Humne socha nahi tha kabhi aisa
Guzaare the joh lamhe pyaar ke
Hamesha tujhe apna maan ke
Toh phir tune badli kyun adaa
Yeh kyun kiya...
Kabhi jo badal barse
Main dekhu tujhe aankhe bharke
Tu lage mujhe pehli baarish ki dua
Tere pehlu mein reh lu
Main khud ko paagal keh lu
Tu gham de ya khushiyaan
Seh lu saathiya...
Pehle kabhi
Na tune mujhe gham diya
Phir mujhe kyun tanha kar diya
Kohi nahi
Tere siva mera yahaan
Manzile hain meri toh sab yahan
Chahat yahi hai ki
Iss qadar pyaar doon
Kadmo mein tere main
Do jahan waar doon
Insaaf kar do mujhe maaf kardo
Itna hi kardo karam
Dil de diya hai
Jaan tumhe denge
Daga nahi karenge sanam
Hmmm...hmm
Hey...ahhh
Hey.. hey... hey
Kabhi jo badal barse
Main dekhu tujhe aankhe bharke
Tu lage mujhe pehli barish ki dua
Tere pelhu mein reh lu
Main khud ko pagal keh lu
Tu gham de ya khushiyaan
Seh lu saathiya
Paas tum rahoge
Door ab na hoge
Karunga na tum pe sitam
Chain mera le lo...
Kushi meri le lo…. de do mujhe de do saare gam!