menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Kuch Kuch Hota Hai

Udit Narayanhuatong
mrs.licismithhuatong
Lirik
Rakaman
tum paas aaye

yu muskaraye

tum paas aaye, yu muskaraye

tumne na jaane kya sapne dikhaye

tum paas aaye, yu muskaraye

tumne na jaane kya sapne dikhaye

ab to mera dil, jaage na sota hai

kya karu haye, kuchh kuchh hota hai

kya karu haye, kuchh kuchh hota hai

tum paas aaye, yu muskaraye

tumne na jaane kya sapne dikhaye

ab to mera dil, jaage na sota hai

kya karu haye, kuchh kuchh hota hai

kya karu haye, kuchh kuchh hota hai

na jaane kaisa ehsaas hai

bujhti nahi hai kya pyaas hai

kya nasha is pyaar ka

mujhpe sanam chhane laga

koi na jaane kyon chain khota hai

kya karu haye kuchh kuchh hota hai

kya karu haye kuchh kuchh hota hai

kya rang layi meri dua,

ye ishq jaane kaise hua

becheniyo me chain na

jaane kyon aane laga

tanhai me dil yaade sanjota hai

kya karu haye kuchh kuchh hota hai

kya karu haye kuchh kuchh hota hai

tum paas aaye, yu muskaraye

tumne na jaane kya sapne dikhaye

tum paas aaye, yu muskaraye

tumne na jaane kya sapne dikhaye

ab to mera dil, jaage na sota hai

kya karu haye, kuchh kuchh hota hai

kya karu haye, kuchh kuchh hota hai

Lebih Daripada Udit Narayan

Lihat semualogo

Anda Mungkin Suka

Kuch Kuch Hota Hai oleh Udit Narayan - Lirik dan Liputan