Ji haan, main hoon khalnaayak
Naayak nahi… khalanaayak hai tu
Naayak nahi… khalanaayak hai tu
Zulmi bada duhk daayak hai tu
Iss pyaar ki tujhko kya kadar
Iss pyaar ke kahan layak hai tu
Naayak nahi… khalanaayak hoon main
Naayak nahi… khalanaayak hoon main
Zulmi bada duhkh daayak hoon main
Hai pyaar kya mujhko kya khabar
Bas yaar nafarat ke laayak hoon main
Naayak nahi… khalnaayak hoon main
Teri tabiyat to rangeen hai
Par tu mohabbat ki tauheen hai
Hmmm…
Kuch bhi nahi yaad iske siva
Naa main kisi ka naa koi mera
Jo cheez maangi nahi wo mili
Karta main kya aur bas chheen li
Bas chheen li
Bas chheen li
Main bhi sharaafat se jeeta magar
Mujhko shareefon se lagta tha darr
Sabko pata tha main kamazor hoon
Main isliye aaj kuch aur hoon
Kuch aur hoon
Kuch aur hoon
Naayak nahi… khalanaayak hoon main
Zulmi bada duhkh daayak hoon main
Hai pyaar kya mujhko kya khabar
Bas yaar nafarat ke laayak hoon main
Naayak nahi… khalanaayak hai tu
Kitne khilaunon se khela hai tu
Afsos phir bhi akela hai tu
Hmmm…
Bachapan ne likhi kahaani meri
Kaise badalati javaani meri
Saara samandar mere paas hai
Ek boond paani meri pyaas hai
Meri pyaas hai
Meri pyaas hai
Dekha tha maa ne kabhi pyaar se
Ab mil gai wo bhi sansaar se
Main wo lutera hoon jo loot gaya
Maa ka bhi anchal kahin chhut gaya
Naayak nahi… khalanaayak hoon main
Zulmi bada duhkhadayak hoon main
Hai pyaar kya mujhko kya khabar
Bas yaar nafarat ke laayak hoon main
Naayak nahi… khalanaayak hai tu
khalanaayak hoon main
Naayak nahi
Khalanaayak hoon main
Naayak nahi
Khalanaayak hoon main
Naayak khalanaayak