Farishton ke geeton se gunjega aasma
Andheri raat mein roshan hua aasma
Charvaho ne dekha aisa jaana roshan hua khub aasma

Paida hua hai aaj masiha joh dilaye humko na jaat

Jiski raha dekhtey sabh aaya hai woh aajki raat
Jiski raha dekhtey sabh aaya hai woh aajki raat
Farishton ke geeton se gunjega aasma
Andheri raat mein roshan hua aasma
Charvaho ne dekha aisa jaana roshan hua khub aasma
Unki humara zamin pe aana sulha salmathi khushi hai laya

Dil ko apne ussko dedo raaja hoka raja hai aaya

Khub aasma
Khub aasma