menu-iconlogo
logo

Bikhra

logo
Letra
Dekh le tu aajizi ye meri

Aaj bhi main thahra yahiin

Aarzu jo teri yuun hone lagi

Hoshon mein rahta nahiin

Na jaane kyuun tu hi tu dil mein basa hai

Tere bina kya jiyuun

Bikhra ye man, kya sitam tune hain dhaaye

Phir bhi main kuch na kahoon

Ye to bata, kya hai mubtala meri nazar ke shikaar mein

Ye to pata tujhe hai bhala sab hai tere ikhtiyaar mein

Jaan le tu, badal bhi jaayein sabhi, main rahoonga iksaan yahiin

Na jaane kyuun tu hi tu dil mein basa hai

Tere bina kya jiyuun

Bikhra ye man, kya sitam tune hain dhaaye

Phir bhi main kuch na kahoon

Na jaane kyuun tu hi tu dil mein basa hai

Tere bina kya jiyun

Bikhra ye man, kya sitam tune hain dhaaye

Phir bhi main kuch na kahoon

Na jaane kyuun, dil mein tu kyuun

Na jaane kyuun ik tu hi tu

Na jaane kyuun

Phir bhi main kuch na kahoon

Bikhra de Abdul Hannan/Rovalio – Letras & Covers