Taraz sanaai man nami daanam
Kaaba dulha kabla dulha
Ishq hakiki khalaq alam
Maula
Maula
Maula
Jahaan bhi dekho teraa nishaan hai
Mehrab dil main teri azaan hai
To hi ahad hai to hi hai vaahid
To hi hai mukhfi to hi jali hai
Ye sab tumhara karam hai aakaa
Ye sab tumhara karam hai aakaa
Ki baat ab tak bani hui hai
Ye sab tumhara karam hai aakaa
Ki baat ab tak bani hui hai
Kisi kaa ehasaan kyon uthaayen
Kisi ko halaat kyon bataayen
Tumhen se mange ge tumhen do ge
Tumhara dar se hi lo lagi hai
Ye sab tumhara karam hai aakaa
Ye sab tumhara karam hai aakaa
Ki baat ab tak bani hui hai
Ye sab tumhara karam hai aakaa
Ki baat ab tak bani hui hai
Aye meree maalik
Aye meree maalik meree khalaq meree hajit rava
Jab naheen ho saath koi
Jab naheen ho saath koi bas teraa hai aasraa
Aye meree maalik meree khalaq meree hajit rava
Jab naheen ho saath koi bas teraa hai aasraa
Chhaye kahin jo gaharaa andhera
Teri ataa se aaye savera
Teri hi khilaqt chand taare
To ne hi bakhshi ye roshni hai
Ye sab tumhara karam hai aakaa
Ye sab tumhara karam hai aakaa
Ki baat ab tak bani hui hai
Ye sab tumhara karam hai aakaa
Ki baat ab tak bani hui hai
Main fakiri main bhi huun kitna qalandar dekho
Dekhne waalo jaraa meraa muqaddar dekho
Khataa hui to khataa ko mari chupaaya hai tum ne
Karam apna kar diya apna banaaya tum ne
Kisi kaa ehasaan kyon uthaayen
Kisi ko halaat kyon bataayen
Tumhen se mange ge tumhen do ge
Tumhara dar se hi lo lagi hai
Ye sab tumhara karam hai aakaa
Ye sab tumhara karam hai aakaa
Ki baat ab tak bani hui hai
Ye sab tumhara karam hai aakaa
Ki baat ab tak bani hui hai
To kudaaye lam yujal
To hi hai rable alalamin
Teree sajade main jhuki dono jahaanon kii jabeen
To hi omil to hi aakhir
To ahad vaahid bhi to
Varad teree naamon kaa ho raha hai ko ba ko
To kudaaye lam yujal
To kudaaye lam yujal
To hi hai rable alalamin
Teree sajade main jhuki dono jahaanon kii jabeen
To hi omil to hi aakhir
To ahad vaahid bhi to
Maula