Mujhko toh tum pe hi hai marna
Aankhon se kabhi na utarna
Mujhko bana lo na tumhara
Mascara Yara
Chanda se soorat tuney paayi
Ugte sooraj se laali aayi
Mujhko bana lo na tumhara
Mascara Yara
Mujhko bana lo na tumhara
Mascara yara
Sara jahaan hai jaise shor, main teri
Baaton mein doobna chahun
Do aankhon mein hain teri saat samunder
Saaton mein doobna chahun
Tere Choone se mere
Dil mein uthti hain lehrein
Ek bas tere haathon mein doobna chahun
Mujhko hai tum pe hi theherna
Aankhon se kabhi na utarna
Mujhko bana lo na tumhara
Mascara yara
Mujhko bana lo na tumhara
Mascara yara