menu-iconlogo
logo

Mere Yaar Ki Shaadi Hai

logo
Letra
Dholak mein taal hai

paayal mein chan chan ...

Dholak mein taal hai

paayal mein chan chan ..

Ghoonghat mein gori hai

sehre mein saajan

Jahan bhi yeh jaayen

bahaare hi chaaayen

Yeh khushiyaan hi paayen

mere dil ne duayen di hai

Mere yaar ki shaadi hai...

Mere yaar ki shaadi hai

Dholak mein taal hai

paayal mein chan chan

Ghoonghat mein gori hai

sehre mein saajan

Jahan bhi yeh jaayen

bahaare hi chaaayen

Yeh khushiyaan hi paayen

mere dil ne duayen di hai

Mere yaar ki shaadi hai...

Mere yaar ki shaadi hai

Mere yaar ki shaadi hai

Mere yaar ki shaadi hai

Pyaar mila preet mili mere yaar ko

Badi pyaari jeet mili mere yaar ko

Pyaar mila preet mili mere yaar ko

Badi pyaari jeet mili mere yaar ko

Khush hai jo dil maine mehfil ...

Khush hai jo dil maine mehfil .

Jeeto se saja di hai

Mere yaar ki shaadi hai...

Mere yaar ki shaadi hai...

Mere yaar ki shaadi hai...

Mere yaar ki shaadi hai...

Haar nahin jeet nahin

yahan pyaar hai

Jis main haar jeet ho

woh kahan pyaar hai

Haar nahin jeet nahin

yahan pyaar hai

Jis main haar jeet ho

woh kahan pyaar hai

Lag ja gaale yaar mere

Lag ja gaale yaar mere

maine dil se sada di hai

Mere yaar ki shaadi hai...

Mere yaar ki shaadi hai...

Mere yaar ki shaadi hai...

Mere yaar ki shaadi hai...

ahhhhh......

Saathi sakhiyaan bachpan

ka yeh angna

Gudiya jule koyi bhi to hoga sang na

Chupaungi aasoon kaise

bege ge kangna

Saathi sakhiyaan bachpan

ka yeh angna

Gudiya jule koyi bhi to hoga sang na

Chupaungi aasoon kaise

bege ge kangna

Saathi sakhiyaan re

Saathi sun le bole jo yeh angna

Yeh mann jeevan

pyaar ke hi rang main rang na

Has degi teri chudi khankegi kangna

Saathi sun le re

Mere yaar ki shaadi hai...

Mere yaar ki shaadi hai...

Mere yaar ki shaadi hai...

Mere yaar ki shaadi hai

Mere Yaar Ki Shaadi Hai de Alka Yagnik/Udit Narayan – Letras & Covers