Panchi banke ud jaate dil
Milte hain jab sapne ki monzil
Sapne to phir sapne hote hain
sach hai yeh kab apne hote hain
Jaag kiya phir dekha kab sapna
Jab koi dil ko lage koi apna
Na dil pe kaabo na khud pe
ikhtiyaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
chhoti chhoti ratein
lambi ho jaati hain
Baith bhithaaye yunhi
Neende kho jati hain
Dil mein becaini aankhon mein
intezzar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai
Lalalalaaa....Lalalaaa...Hmmm...hmmm