menu-iconlogo
huatong
huatong
ashmeet-singh-alag-si-ek-hasi-cover-image

Alag Si Ek Hasi

Ashmeet Singhhuatong
muranda_84huatong
Letra
Gravações
Yeh dabi si narm si

Tu laya tha hawa

Jaane kyun, na jaane mein hi

Kuch ho gaya

Nasha sa tha hawa mein

Jaise kuch toh hai

Kal najaane kyu mila

Hai lagta sab dhuan dhuan

Main bhaitha hun zameen par

Sochta hun main udd raha

Panchiyon sa ban

Parinda main laapata

Na khabar, na yakeen

Jabse kaano mein padi voh

Alag si ek hasi

Ye tap-tapi si dhup mein

Chaon hai kahan

Ye kal ki thandi chaon mein

Jahan hai tu khada

Ye raat ke sitare

Hain aakhon mein teri

Yeh daastaan tu khud likhe ya

Hai unsuni

Ab main bhaitha hu zameen par

Sochta hun main udd raha

Panchiyon sa ban

Parinda main laapata

Na khabar, na yakeen

Jabse kaano mein padi voh

Alag si ek hasi

Ab tu ban gaya zaroorat

Meri voh mohobbat

Jana na tu tujhpe hai yakeen

Meri saason mein bhi tu hai

Tu hi hai ibaadat

Tujhpe hi khatam yeh zindagi

Kho gaya hai tu kahan, laapata

Fir raha tujhe main dhundta, laut aa

Yeh gardishein hain meri lakeero mein likhi

Tu pass hai na mere, fir bhi saath toh nhi

Ab main bhaitha hu zameen par

Sochta hun main udd raha

Panchiyon sa ban

Parinda main laapata

Na khabar, na yakeen

Jabse kaano mein padi voh

Alag si ek hasi

Mais de Ashmeet Singh

Ver todaslogo

Você Pode Gostar