menu-iconlogo
huatong
huatong
asrar-afghan-jalebi-cover-image

Afghan Jalebi

Asrarhuatong
breaksbreakshuatong
Letra
Gravações
Maqtool jigar (ya baba)

Qaatil hai nazar (ya baba)

Ik mahajabeen (ya baba)

Ik noor e nabi (ya baba)

Rab ki rubaai (ya baba)

Ya hai tabaahi (ya baba)

Gardan surahi (ya baba)

Boli ilaahi (ya baba)

Afghan jalebi

Mashooq farebi

Ghayal hai tera deewana

Bhai wah, bhai wah

Bandook dikha ke kya pyar karegi

Chehra bhi kabhi dikhana

Bhai wah, bhai wah

Afghan jalebi

Mashooq farebi

Ghayal hai tera deewana

Bhai wah, bhai wah

Bandook dikha dikha ke kya pyar karegi

Chehra bhi kabhi dikhana

Bhai wah bhai wah

O...dekh darazi (wallah)

Banda namaazi (wallah)

Khel ke baazi (wallah)

Khamakha aaaaa

Ab thehra na kisi

Kaam ka (wallah, wallah..)

Meer ka koi (wallah)

Sher suna ke (wallah)

Ghoont laga ke (wallah)

Jaam ka aaaaaa

Main raha khan mehaz naam ka

Oye lakht e jigar (ya baba)

Oye noor e nazar (ya baba)

Ek teer hai tu (ya baba)

Main chaak jigar (ya baba)

Bandon se nahin to allah se daregi

Waada to kabhi nibhana

Bhai wah, bhai wah

Bandook dikha dikha ke kya pyar karegi

Chehra bhi kabhi dikhana bhai wah

Bhai wah bhai wah bhai

Khwaja ji ki paas teri chugli karunga

Main teri chugli karunga

Haan teri chugli karungaaa

Angoothi mein qaid teri ungli karunga

Main teri chugli karunga

Haan teri chugli karungaaa

Khwaja ji ki paas teri chugli karunga

Main teri chugli karunga

Haan teri chugli karunga

Angoothi mein qaid teri ungli karunga

Main teri chugli karunga

Haan teri chugli karunga

Gul e gulzar (ya baba)

Mere sarkar (ya baba)

Bade mansoob (ya baba)

Tere rukhsaar (ya baba)

Haaye shamsheer nigaahein

Chaabuk si adaayein

Nacheez pe na chalana bhai wah, bhai wah

Bandook dikha dikha ke kya pyar karegi

Chehra bhi kabhi dikhana

Bhai wah, bhai wah..

Mais de Asrar

Ver todaslogo

Você Pode Gostar