chehre mein tere khud ko main dhundhu
aankhon ke darmiyaan too ab hai is tarah
khwaabon ko bhee jagah naa mili
ye mausam kee barish ye barish kaa pani
ye pani kee boonden tuje hee to dhunde
ye milane kee khwaahish ye khwaahish puraani
ho puri tujhi se meri ye kahani
kabhi tujme utaruun jo sanson se guzarun
to aae dil ko raahat
main hoon bethikana panaah mujko paanaa
hai tujme de ijazat
naa koyi darmiyaan hum donon hain yahaan
phir kyun hai too bataa phaasale
Hmm ye mausam kee barish ye barish kaa pani
ye pani kee boonden tuje hee to dhunde
ye milane kee khwaahish ye khwaahish puraani
ho puri tujhi se meri ye kahani
hawaaon se tera pataa poochta hoon
ab to aaja too kaheen se
parindon kee tarah ye dil hai safar mein
too mila de zindagi se
bas itani ilteja too aake ik dafaa
jo dil ne naa kaha jaan le
ye mausam kee barish ye barish kaa pani
ye pani kee boonden tuje hee to dhunde
ye milane kee khwaahish ye khwaahish puraani
ho puri tujhi se meri ye kahani