menu-iconlogo
logo

Maand

logo
Letra
Mile toh tum kabhi nahi

Meri hasrat kyun bhadkaai be-wajah?

Ke tum bina jiye agar

Hua kaise naa ye jeena raaigan?

Dariya mere dil ka, ye behta naa

Dukhi dil ki sada, kuch ye kehta naa

Iski khaamoshi ki tu wajah hai naa

Dil se tang aa gaya, yahi saza hai naa

"Ulfaton mein nahi koi paimana"

Mere apnon ka mujhse ye kehna tha

Surmayi teri aankhon mein beh jaana

Kya pata, tere gham mein hi rehna tha

Mmm, rehna tha

Kyun yun sehte-sehte dil ko gham khaa chuka, meri jaan?

Kyun yun rehte-rehte dikhe naa koi disha?

Kyun yun sehte-sehte dil ko gham khaa chuka, meri jaan?

Kyun yun rehte-rehte dikhe naa koi disha?

Jo tu ne nahi toh aisa main chehra ke jiski khoobsurti maand padi ho

Aisa main darya, jo behna naa chaahe

Jo tu ne nahi toh aisa main chehra ke jiski khoobsurti maand padi ho

Aisa main darya, jo behna naa chaahe

Dariya mere dil ka, ye behta naa

Dukhi dil ki sada, kuch ye kehta naa

Iski khaamoshi ki tu wajah hai naa

Dil se tang aa gaya, yahi saza hai naa

"Ulfaton mein nahi koi paimana"

Mere apnon ka mujhse ye kehna tha

Surmayi teri aankhon mein beh jaana

Kya pata, tere gham mein hi rehna tha

Kya pata, tere gham mein hi rehna tha

Aisa main dariya, jo behna naa chaahe

Maand de bayaan/Hasan Raheem/Rovalio – Letras & Covers