menu-iconlogo
logo

Hum Ishq Key Maaron Ka Itna Hi Fasaana Hai

logo
Letra
Ek lafz mohobbat ka adanasa fasana hai simate to dile aashiq faile to jamana hai

Hum ishq ke maroon ka itana hi fasaana hai

Hum ishq ke maroon ka itana hi fasaana hai rone ko koi nahi rone ko koi nahi hasane ko jamana hai hum ishq ke maroon ka itana hi fasaana hai

Ye ishq nahi aasan bas itana samajh lijiye

Ye ishq nahi aasan bas itana samajh lijiye ek aag ka darya hai aur dub ke jana hai ek aag ka darya hai aur dub ke jana hai

Hooooo mani sa sasa nisa ma mamam re re pamagare sa

Kya husna ne samajha hai kya ishq ne jana hai

Kya husna ne samajha hai kya ishq ne jana hai

Hum thak nashino ki thokar me jamana hai hum thak nashino ki thokar me jamana hai

Aansu bohot se hai aankho me jigar lekin aansu bohot se hai aankho me jigar lekin

Bit jaye sunoti hai rhe jaye sudana hai bit jaye sunoti hai rhe jaye sudana hai

Rone ko koi nahi rone ko koi nahi hasane ko jamana hai hum ishq ke maroon ka itana hi fasaana hai

Hum Ishq Key Maaron Ka Itna Hi Fasaana Hai de Bhai Jaswinder Singh – Letras & Covers