Kitni haseen raat hai
Kuchh baat kijiye
Kitni haseen raat hai
Kuchh baat kijiye
Kuchh bhi nahi toh
Shikwa shikayaat kijiye
Kitni haseen raat hai
Kuchh baat kijiye
Bahar nikaliye
Kosha e tanhayi chhodiye
Bahar nikaliye
Kosha e tanhayi chhodiye
Humse naa chaahe aap
Mulakaat kijiye
Kitni haseen raat hai
Kuchh baat kijiye
Kuchh bhi nahi toh
Shikwa shikayaat kijiye
Kitni haseen raat hai
Kuchh baat kijiye
Humne toh
Aankhon aankhon me sab
Keh diya magar
Humne toh aankhon aankhon me sab
Keh diya magar
Zaahir kuchh aap apne
Zazbaat kijiye
Kitni haseen raat hai
Kuchh baat kijiye
Kuchh bhi nahi toh
Shikwa shikayaat kijiye
Kitni haseen raat hai
Kuchh baat kijiye
Banne me aur bigadne mein
Marzi khudaa ki hai
Banne me aur bigadne mein
Marzi khudaa ki hai
Barbaadiyon pele hi
Na sadbaat kijiye
Kitni haseen raat hai
Kuchh baat kijiye
Kuchh bhi nahi toh
Shikwa shikayaat kijiye
Kitni haseen raat hai
Kuchh baat kijiye
Baat kijiye
Baat kijiye
Baat kijiye