Dil ye tut gaya hai itne mile zakham
Dil ye tut gaya hai itne mile zakham
Humko bhul gaye bewafa sanam
Ab kisi se mohabbat karenge na hum
Ab kisi se mohabbat karenge na hum
Unki wo bewafai ko samjhe nahi hum
Unki wo bewafai ko samjhe nahi hum
Ab kisi se mohabbat karenge na hum
Dil ye tut gaya hai itne mile zakham
Humko bhul gaye bewafa sanam
Ab kisi se mohabbat karenge na hum
Ab kisi se mohabbat karenge na hum
Ishq mein humko ye kaisi ruswai mili
Unki mehfil mein humko tanhai mili
Gunah koi na kiya fir bhi gunah gar bane
Unki nafrat ki aag mein hum aese jale
Kya batayen humpe hue hain lakhon sitam
Kya batayen humpe hue hain lakhon sitam
Ab kisi se mohabbat karenge na hum
Ab kisi se mohabbat karenge na hum
Wafa ke taofe mein humko badnami mili
Ishq ki rahon mein humko manzil na mili
Ro ro kar ab to aankhen bhi nam si gayin
Zinda hain fir bhi dhadkane ye tham si gayin
Ab to dil hi dil mein khud ko yun hi kosenge hum
Ab to dil hi dil mein khud ko yun hi kosenge hum
Ab kisi se mohabbat karenge na hum
Dil ye tut gaya hai itne mile zakham
Humko bhul gaye bewafa sanam
Ab kisi se mohabbat karenge na hum
Ab kisi se mohabbat karenge na hum
Ab kisi se mohabbat karenge na hum