{m}aaaaaa aa aaaaa
aaaaaa aa aaaaa
aaa aaa aaa aaaaaaa
{m}aawaaz di hai aaj ik nazar ne
ya hain ye dil ko gumaan
dohra rahi hain jaise fizaayen
bhooli huyi daastan
{m}aawaaz di hai aaj ik nazar ne
ya hain ye dil ko gumaan
dohra rahi hain jaise fizaayen
bhooli huyi daastan
{f}aaaaaa aa aaaaa
aaa aaa aaaaaaa
{f}laut aayi hain fir ruthhi bahaare
kitanaa hasi hain samaa
duniyaa se keh do
na humako pukaare
hum kho gaye hain yahaaan
{f}laut aayi hain fir ruthhi bahaare
kitanaa hasi hain samaa
duniyaa se keh do
na humako pukaare
hum kho gaye hain yahaaan
{m}jeevan mein kitni viraaniyaa thi
chhaayee thi kaisi udaasi
sunakar kisi ke kadmo ki aahat
halchal huyi hain zaraa si
{m}ho jeevan mein kitni viraaniyaa thi
chhaayee thi kaisi udaasi
sunakar kisi ke kadmo ki aahat
halchal huyi hain zaraa si
{m}saagar mein jaise lahare uthi hai
tuti hain khaamoshiyaa
dohra rahi hain jaise fizaayen
bhooli huyi daastan
{f}aaaaaa aaa aaa aaaaa
aaaaaa aaa aaa aaaaa
{f}tufaan mein khoyi
kashti ko aakhir
mil hi gayaa fir kinaaraa
hum chhod aaye
khwaabon ki duniyaa
dil ne tere jab pukaaraa
{f}tufaan mein khoyi
kashti ko aakhir
mil hi gayaa fir kinaaraa
hum chhod aaye
khwaabon ki duniyaa
dil ne tere jab pukaaraa
{f}kab se khadi thi baahe pasaare
iss dil ki tanahaaiyaa
duniya se ke do na humko pukaare
hum kho gaye hain yahaaan
{m}ab yaad aayaa kitanaa adhuraa
ab tak tha dil kaa fasaanaa
{f}yun paas aake dil mein samaa ke
daaman naa hum se chhudaana
{m}ab yaad aayaa kitanaa adhuraa
ab tak tha dil kaa fasaanaa
{f}yun paas aake dil mein samaa ke
daaman naa hum se chhudaana
{f}jin raasato par tere kadam ho
manjil hain meri wahan
duniya se ke do na humko pukaare
hum kho gaye hain yahaaan
laut aayi hain fir ruthhi bahaare
kitanaa hasi hain samaa
duniyaa se keh do
na humako pukaare
hum kho gaye hain yahaaan