menu-iconlogo
logo

Huzoor Is Kadar

logo
Letra
Aa aa

Aa aa

huzur is kadar bhi na itra ke chaliye

huzur is kadar bhi na itra ke chaliye

khule aam aanchal na lehara ke chaliye

huzur is kadar bhi na itra ke chaliye

khule aam aanchal na lehara ke chaliye

huzur is kadar bhi na itra ke chaliye

koi manchala gar pakad lega aanchal

aaaaaaaaa

koi manchala gar pakad lega aanchal

zara sochiye aap kya kijiyega

laga de agar badh ke zulfon me kaliyan

laga de agar badh ke zulfon me kaliyan

to kya apni zulfe jhatak dijiyega

huzur is kadar bhi na itra ke chaliye

khule aam aanchal na lehara ke chaliye

huzur is kadar bhi na itra ke chaliye

bahut khoobsurat hai har baat lekin

bahut khoobsurat hai har baat lekin

agar dil bhi hota to kya baat hoti

likhi jaati phir daastaan e muhabbat

likhi jaati phir daastaan e muhabbat

ek afasaane jaise mulaaqaat hoti

huzur is kadar bhi na itra ke chaliye

khule aam aanchal na lehara ke chaliye

huzur is kadar bhi na itra ke chaliye

khule aam aanchal na lahara ke chaliye

huzur is kadar bhi na itra ke chaliye