Aa Aaaaa Aaaaaaaa
Aa aaaaa aaaaaaaa
Huzur is kadar bhi na itra ke chaliye
Huzur is kadar bhi na itra ke chaliye
Khule aam anchan na lehra ke chaliye
Huzur is kadar bhi na itra ke chaliye...
Khule aam anchan na lehra ke chaliye
Huzur is kadar bhi na itra ke chaliye
Koi manchala gar pakad lega aanchal
Aaaaaa
Koi manchala gar pakad lega aanchal
Zara sochiye aap kya kijiyega
Laga de agar badhke zulfon mein kaliyan
Laga de agar badhke zulfon mein kaliyan
To kya apni zulfein jhatak deejiyega
Huzur is kadar bhi na itra ke chaliye.
Khule aam anchan na lehra ke chaliye
Huzur is kadar bhi na itra ke chaliye
Badi dilnashin hai hasi ki ye ladiyan
Badi dilnashin hai hasi ki ye ladiyan
Ye moti magar yun na bikhraya kije
Uda ke na le jaye jhoka hawa ka
Uda ke na le jaye jhoka hawa ka
Lachakta badan yun na lehraya kije
Huzur is kadar bhi na itra ke chaliye
Khule aam anchan na lehra ke chaliye
Huzur is kadar bhi na itra ke chaliye
Bahut khoobsurat hai har baat lekin
Bahut khoobsurat hai har baat lekin
Agar dil bhi hota to kya baat hoti
Likhi jaati phir dastan e muhabbat
Likhi jaati phir dastan e muhabbat
Ik afsane jaise mulaqat hoti
Huzur is kadar bhi na itra ke chaliye.
Khule aam anchan na lehra ke chaliye
Huzur is kadar bhi na itra ke chaliye...
Khule aam anchan na lehra ke chaliye
Huzur is kadar bhi na itra ke chaliye