Zara Zara Behekta Hai
Mehekta Hain
Aaj To Mera Tan Badan
Main Pyaasi Hoon
Mujhe Bhar Le
Apni Baahon Mein
Yuhi Baras Baras
Kaali Ghata Barse
Hum Yaar Bheeg Jaaye
Iss Chaahat Ki Baarish Mein
Meri Khuyli Khuli Lato Ko Suljaaye
Tu Apni Ungliyon Se
Main To Hoon Isi Khwaayish Mein
Sardi Ki Raaton Mein
Hum Soye Rahe Ek Chaadar Mein
Hum Dono Tanha Ho
Na Koi Bhi Rahe Is Ghar Mein
Aaja Re Aa Re
Zara Zara Behekta Hain
Mehekta Hain
Aaj To Mera Tan Badan
Main Pyaasi Hoon
Mujhe Bhar Le
Apni Baahon Mein
Tadpaye Mujhe Teri Sabhi Baatein
Ek Baar Ay Deewani
Jhootha Hi Sahi Pyaar To Kar
Main Bhooli Nahin Haseen Mulakaatein
Bechain Karke Mujhko
Mujhse Yun Naa Pher Nazar
Roothega Na Mujhse
Mere Saathiyan Yeh Vaada Kar
Tere Bina Mushkil Hain
Jeena Mera Mere Dilbar
Zara Zara Behekta Hai
Mehekta Hain
Aaj To Mera Tan Badan
Main Pyaasi Hoon
Mujhe Bhar Le
Apni Baahon Mein
Hai Meri Kasam Tujhko Sanam
Door Kahin Naa Jaa
Yeh Doori Kehti Hain
Paas Mere Aaja Re