1) Ek hawa ka jhonka aaya
****************
Ek hawa ka jhonka aaya
Toota daali se phool
Toota daali se phool
Na pawan ki Na chaman ki
Kiski hai yeh bhool
Kiski hai yeh bhool
Kho gayi.....
Kho gayi Khushboo hawa mein
Kuchh na reh gaya
Mera jeevan.....
************
Mera jeevan kora kagaz Kora hi reh gaya
Track by Dr Ringco,
On request of Rocky Bro
Udte panchhi ka thikana
****************
Udte panchhi ka thikana
Mera na koi jahan
Mera na koi jahan
Na dagar hai, Na khabar hai
Jana hai mujhko kahan
Jana hai mujhko kahan
Ban ke sapna...
Ban ke sapna humsafar ka sath reh gaya
Mera jeevan...
**********
Mera jeevan kora kagaz kora hi reh gaya
Jo likha tha...~
Jo likha tha Aansuon ke
Sang beh gaya
Mera jeevan
********
Mera jeevan kora kagaz
Kora hi reh gaya
Kora hi reh gaya
Kora hi reh gaya