menu-iconlogo
logo

Maand

logo
Letra
Mile toh tum kabhi nahi

Meri hasrat kyun bhadkayi be-wajah?

Ke tum bina jiyein agar

Hua kaise na yeh jeena raaigan?

Dariya mere dil ka yeh behta na

Dukhi dil ki sada, kuch yeh kehta na

Iski khamoshi ki tu wajah hai na

Dil se tang aa gaya, yahi saza hai na

"Ulfaton mein nahi koi paimana"

Mere apnon ka mujhse yeh kehna tha

Surmayi teri aankhon mein beh jaana

Kya pata, tere gham mein hi rehna tha

Mm, rehna tha

Kyun yoon sehte-sehte

Dil ko gham kha chuka, meri jaan?

Kyun yoon rehte-rehte

Dikhe na koi disha?

Kyun yoon sehte-sehte

Dil ko gham kha chuka, meri jaan?

Kyun yoon rehte-rehte

Dikhe na koi disha?

Jo tu nahi toh aisa main chehra

Ke jiski khoobsurti maand padi ho

Aisa main dariya, jo behna na chahe

Jo tu nahi toh aisa main chehra

Ke jiski khoobsurti maand padi ho

Aisa main dariya, jo behna na chahe

Dariya mere dil ka yeh behta na

Dukhi dil ki sada, kuch yeh kehta na

Iski khamoshi ki tu wajah hai na

Dil se tang aa gaya, yahi saza hai na

"Ulfaton mein nahi koi paimana"

Mere apnon ka mujhse yeh kehna tha

Surmayi teri aankhon mein beh jaana

Kya pata, tere gham mein hi rehna tha

Kya pata, tere gham mein hi rehna tha

Aisa main dariya, jo behna na chahe

Maand de Hasan Raheem/bayaan/Rovalio – Letras & Covers