Sarey tarey pukarain
Meri chanda tumarey isharey
Kyun aisa laga hai
Tu jaisay koi diya hai
Andheri raaton kay roshan sitaron main
Tum ho chupay
Meri kahani main akar sanam
Tum mukammal usay kar chukay
Tum hi ho
Tum hi ho
Fasana ab tum hi ho
Ye kehdia khudi ko
Khaslat aisy ye jo na choray meray is jigar ko
Behkadiya sabhi ko
Dil bayparwah tabhi to
Tum hi ho
Manzil tumhi rasta tumhi
Qissa tumhi
Khalish tumhi ghaza tumhi
Unwaan tumhi
Kaisay main ye sab bhula dun
Sarey lamhon ko mita dun
Andheri raaton kay roshan sitaron main
Tum ho chupay
Tum hi ho
Tum hi ho