ՑϻՄԼӚ
The Gambler
Ye daulat bhi le lo
ye shohrat bhi le lo
Bhale, chhin lo,
mujhse meri i,jawani
Magar mujhko lauta do
bachpan ka saawan
Woh kagaz ki kashti
wo baarish ka pani
Ye daulat bhi le lo
ye shohrat bhi le lo
Bhale,chhin lo,
mujhse meri i,jawani
Magar mujhko lauta do
bachpan ka saawan
Woh kagaz ki kashti
wo baarish ka pani
Woh kagaz ki kashti
wo baarish ka pani
ՑϻՄԼӚ
Muhalle, ki sabse,
nishaani purani
Woh bhudhiya, jise
bache kehte the naani
Woh naani ki baaton mein
pariyo ka dera
Woh chehre,ki jhuriyo mein
sadiyo ka fera
Bhulaaye, nahi
bhool sakta hai koi
Woh chhoti si raatein
wo lambi kahani
Woh kagaz ki kashti
wo barish ka pani
Woh kagaz ki kashti
wo barish ka pani
ՑϻՄԼӚ
Kadi, dhup, mein,
apne, ghar se, niklna
Woh chidiya wo bulbul
wo titli pakadna
Woh gudiya ki shadi pe,ladna jhagdana
Woh jhulo, se girna,wo girke sambhalna
Woh pital ke chhalo,ke pyare se tohfe
Woh tuti huyi,churiyo ki nishani
Woh kagaz ki kashti
wo barish ka pani
Woh kagaz ki kashti
wo barish ka pani
The Gambler
Kabhi, ret ke,
unche tiilon pe jana
Gharounde, banaana,
banaake mitana
Woh masoom,chahat ki,tasvir apni
Woh khawabo,khilono ki,jaagir apni
Na duniya ka gham tha
na rishton ke bandhan
Badi khub.surat,thi woh zindgani
Ye daulat bhi le lo
ye shohrat bhi le lo
Bhale, chhin lo,
mujhse meri i, jawani
Magar mujhko lauta do
bachpan ka saawan
Woh kagaz ki kashti
wo baarish ka pani
Woh kagaz ki kashti
wo baarish ka pani
Woh kagaz ki kashti
wo baarish ka pani
Woh kagaz ki kashti
wo baarish ka pani
Woh kagaz ki kashti
wo baarish ka pani
ՑϻՄԼӚ
The Gambler