Tasveer Banata Hoon
Jagjit Singh
***********************
A E A E A
tasveer banata hu, tasveer nahi banti, tasveer nahi banti

A B E A E A
ek khvaab sa dekha hai, taabir nahi banti, tasveer nahi banti

*************************************
A C#m, B A
bedard muhabbat ka itna sa hai afasaana
bedard muhabbat ka itna sa hai afasaana
nazro se mili nazre, mai ho gaya divaana
A B E A E A
ab dil ke bahlane ki, tadbir nahi banti, tasveer nahi banti
A E A E A
tasveer banata hu, tasveer nahi banti, tasveer nahi banti
************************************
A C#m, B A
dam bhar ke liye meri duniya me chale aao

tarsi hui aankho ko phir shakl dikha jaao
A B E A E A
mujhse to meri bigdi, takdir nahi banti, tasveer nahi banti