Racha hai shrishti ko jis Prabhu ne
Wahi ye shrishti chala rahe hain
(Racha hai shrishti ko jis Prabhu ne)
(Wahi ye shrishti chala rahe hain)
Jo ped humne lagaya pehle
Jo ped humne lagaya pehle
Ussi ka phal hum ab pa rahe hain
Racha hai shrishti ko jis Prabhu ne
Wahi ye shrishti chala rahe hain
(Racha hai shrishti ko jis Prabhu ne)
(Wahi ye shrishti chala rahe hain)
Issi dhara se shareer paaye
Issi dhara mein phir sab samaaye (oh)
Issi dhara se shareer paaye
Issi dhara mein phir sab samaaye
Hai satye neeyam yahi dhara ka
Hai satye neeyam yahi dhara ka
Ek aa rahe hain, ek ja rahe hain
Racha hai shrishti ko jis Prabhu ne
Wahi ye shrishti chala rahe hain
(Racha hai shrishti ko jis Prabhu ne)
(Wahi ye shrishti chala rahe hain)
Jinhonein bheja jagat mein jaana
Tay kar diya laut ke phir se aana (oh)
Jinhonein bheja jagat mein jaana
Tay kar diya laut ke phir se aana
Jo bhejne waale hain yahaan pe
Jo bhejne waale hain yahaan pe
Wahi phir waapas bula rahe hain
Racha hai shrishti ko jis Prabhu ne
Wahi ye shrishti chala rahe hain
(Racha hai shrishti ko jis Prabhu ne)
(Wahi ye shrishti chala rahe hain)
Baithe hain jo dhaan ki baaliyon mein
Samaaye hain mehndi ki laaliyon mein (oo)
Baithe hain jo dhaan ki baaliyon mein
Samaaye hain mehndi ki laaliyon mein
Har daal, har patte mein samaakar
Har daal, har patte mein samaakar
Phul rang-birange khila rahe hain
Racha hai shrishti ko jis Prabhu ne
Wahi ye shrishti chala rahe hain
(Racha hai shrishti ko jis Prabhu ne)
(Wahi ye shrishti chala rahe hain)
Racha hai shrishti ko jis Prabhu ne
Wahi ye shrishti chala rahe hain
(Racha hai shrishti ko jis Prabhu ne)
(Wahi ye shrishti chala rahe hain)
(Racha hai shrishti ko jis Prabhu ne)
(Wahi ye shrishti chala rahe hain)