menu-iconlogo
huatong
huatong
avatar

Aur kuch baki

Kanikahuatong
•♬◉KanikA◉♬•huatong
Letra
Gravações
Lafzon se kuch naa batana

ankhiyon mein muskurana

lafzon se kuch naa batana

ankhiyon mein muskurana

ho gaya re tujhse pyar

dil gaya main tujhpe haar

ho gaya re tujhse pyaar

dil gaya main tujhpe haar

o piya.. o piya..

aur kuch baaki ho to bolo

o piya..

aur kuch baki ho to bolo

o piya..

aur kuch baki ho to bolo..

naino ke kinare kinare

chahaton ke dhare dhare

aakar basa re meri dhadkano mein tu..

neendiya ki chori bhi ki

aur seena jori bhi ki

shamil hua re kaise

dushmano mein tu..

mithi mithi takrar

phir bhi hai intezaar

mithi mithi takrar

phir bhi hai intezaar

o piya.. o piya..

aur kuch baaki ho to bolo

o piya..

aur kuch baki ho to bolo

o piya..

aur kuch baki ho to bolo..

roothna manana tera

pyar ka khazana mera

satrangi khwabon ki hai

tu meri dastaan..

meri nazar mein tu hi

shamo-sehar mein tu hi

hai re mohabbat tujhse

beintehaan..

meri dhadkan ka har taar

bole tujhse hai pyar

meri dhadkan ka har taar

bole tujhse hai pyar

o piya.. o piya..

aur kuch baaki ho to bolo

o piya..

aur kuch baki ho to bolo

o piya..

aur kuch baki ho to bolo..

Mais de Kanika

Ver todaslogo
Aur kuch baki de Kanika – Letras & Covers