Kabhi sochate hain unhen hum bhula den
Kabhi sochate hain unhen yaad kar len
Ho, kabhi hum judaae ke sadamein utaa len
Kabhi hum akele mein fariyaad kar len
Dil ka kya karen, sahib?
Dil ka kya karen, sahib?
Hum unheen pe marte hain
(Dil ka kya karen, sahib?)
(Hum unheen pe marte hain)
Jurm bas itana hai
Jurm bas itana hai
Jurm bas itana hai
O, jurm bas itana hai
Unse pyaar karte hain
Dil ka kya karen, sahib?
Hum unheen pe marte hain
Dil ka kya karen, sahib?
Beqaraari ka dard naa jaane
Ye to paagal hai, baath naa maane
Nain milte hee chain kho jae
Ek nazar mein hee ishq ho jae
Samandar se jaa ke karen iltija
"Agar mauj ho to use mod de"
Kabhi jaan ke naa lagaaen lagan
Ye sheesha jo ho to ise tod de
Dil ka kya karen, sahib?
Are, dil ka kya karen, sahib?
Hum unheen pe marte hain
Jurm bas itana hai
Jurm bas itana hai
Jurm bas itana hai
O, jurm bas itana hai
Unse pyaar karte hain
Dil ka kya karen, sahib?
Ye vafaa kya hai? ek dhokaa hai
Par deewaanon ko kisne roka hai?
Jhoothe vaade hain, juthi qasamen hain
Log kehthe hain, juthi rasmen hain
Yahaan be-asar hain sadaayen sabhee
Yahaan saba mohabbat mein naakaam hain
Yahaan chaahaton ka guzaaraa nahin
Ye galiyaan, ye kunche to badnaam hain
Dil ka, are, dil ka...
Haay, dil ka kya karen, sahib?
Hum unheen pe marte hain
Jurm bas itana hai
Jurm bas itana hai
Jurm bas itana hai
O, jurm bas itana hai
Unse pyaar karte hain
(Dil ka kya karen, sahib?) sahib, sahib, sahib
(Hum unheen pe marte hain)
Dil ka kya karen, sahib? (kya karen? kya karen?)
Kya karen, dil ka kya karen, sahib?
(Kya karen? kya karen? kya karen?)
Dil ka kya karen, sahib?
Dil ka kya karen, sahib? aa...